Shake effect status editing | kinemaster video editing

 Shake effect status editing | kinemaster video editing

मटेरियल लिंक नीचे एक एक कर मिल जाएगा 👇👇

Hello guys aap sabhi ke liye new Shake effect whatsapp status editing ka tutorial le ke aa gaya hu . Shake effect wala status kuch dino se bahot jyada trend me chal rha hai . Aur bahut hi jyada is status ko pasand kiya ja rha hai . Isme photo zoom out ya zoom in hoye huye shake hota hai jo dekhne me bahot hi unique lagta hai .

Aisa status social media me bhi bahot viral hota hai . Agar aap aisa shake effect status apne photo ka banaye hai social media pe upload karte hai to aapke likes aur followers increase ho sakta hai . Kuch apne photo ka aisa status bana kar social media me upload kar rhe hai aur followers aur likes gain kar rhe hai .




Material 1 : 


Music link 👇👇







Agar aap bhi apne photo ka aisa status banana chahte hai to aapko 20 se 25 ki jarurat padegi . Aur video me aapko bataya gaya hai ki iske liye aapko kaunsa aap use karna hai . Uska link bhi video ke description me mil jayega . Waha se aap download kar sakte hai . 






Video edit karne ke jo bhi light effect , overlay effect , smoke effect jo kuch bhi material use hua hai sabhi material sabse pahle download kar lena hai . Download karne ke liye is page ko uper se niche scroll karna hai isse aapko material material ka download button mil jayega waha se aap sab kuch download kar sakte hai .




Material 2 : 


Red light effect 👇👇







Agar aap material download nhi kar pa rhe hai to telegram channel ko join kar sakte hai waha pe aapko sabhi video ka material mil jayega aapko jis bhi video ke materials chahiye aap telegram se direct apne gallery me save kar sakte hai .

Shake effect status create karne ke liye aapko video ko acche samajhna hai aur video me jaise aapko bataya gaya hai vaise hi aapko kinemaster me edit karte Jana hai . Agar aap kuch step bhul jate hai to aapka status acche se nahi ban payega . Isliye video ko last tak aur acche se samajh kar dekhe . Agar aap video ek baar samajh jate hai to kisi bhi song se uske beat se status bana sakte hai . 




So aisa status banane ke liye aapko acche se sabhi steps follow karna padega . Jisse aapko editing karte time koi bhi problem na aaye .






Material 3 : 


Light effect 2 👇👇







Is status ko banane ke liye aapko alag se clip graphic download karna padega . Jis click ka use is status ko banane me hua hai vo kinemaster me nahi milega . Iske liye aapko alag se ek application download karna hai jisme aapko clips graphic melega . Beatsync app se aapko clip graphic add karna hai .




Smoke effect 👇👇







Beatsync me bahot se aapko acche acche clip graphic milte hai jisse aap apna status acche se create kar sakte hai . Jo clip graphic aapko video me bataya gaya hai vo aapko kinemaster me add kar lena hai . Kinemaster me kaise add karna hai iske liye aapko video ke description me ek video milega ‘ clip graphic kaise download kare ‘ ye video apko complete dekhna hai aur same step follow kar aapko bhi graphic add kar lena hai 

Border 👇👇



Aage aapko kaise status chahiye comment karke batana guys mai jald hi upload kar dunga . Aur mujhe instagram me bhi follow kar lena . Hope ye video bhi aap sabhi ko pasand aayega . Video acchi lage to like aur comment jarur karna aur channel ko bhi subscribe kar lena kyoki yahi par aapko aise hi status video ka tutorial milte rahega . 

Shake effect whatsapp status video editing ,

Shake effect status kaise banaye ,

Whatsapp status kaise banaye , 

How to make trending shake effect whatsapp status video editing ,

2 thoughts on “Shake effect status editing | kinemaster video editing”

Leave a Comment